Please enable JavaScript.
Coggle requires JavaScript to display documents.
Sawal Nama Baraye Tehqiqi Jaiza Zarayi Zamini Islahat Pakistan (Social…
Sawal Nama Baraye Tehqiqi Jaiza Zarayi Zamini Islahat Pakistan
1 Gharanay k sarbarah k bunyadi kawaif
1.1 Nam bama waldiyat
1.2 Computerize qoumi shanakhti number
1.3 Jins
Mard
Aurat
1.4 Umer
1.5 Zaat/ Qoum/ Qabeela
1.6 Pesha
zaraat
2.ustaad
clerk sarkari ya ghair sarkari
lohaar
5.warzi
motar mechanic
plumber
driver
khansama
qasayi
mistari
police/ fouji/ uniformer
khalasi/ lodar
14.salesman
commision agent
.16.carpenter
chokidaar
18.machera
nayi
painter
21.kamhar
wakeel
doctor
24.engineer
electrician
mouchi
dispenser
ghora/ ghada gari chalany wala
deegar
1.7 kya ap gharanay k sarbarah hain?
Han
nahi
1.8 apkay gharanay ka rehayishi tarz e amal kya hai?
kunmbay k sath rehna ?
juda rehna
1.9 Apkay gharanay mein kul kitne afraad hain?
Gharanay k afraad k bunyadi kawaif
2.1 Fard ka nam
2.2 Jins
mard
aurat
2.3 umer
2.4 sukoonti haisiyat
gharany k sath rehna
gharanay k sath na rehna
2.5 sarbarah say rishta
sarbarah
biwi/ shohar
beta/ beti
nawasa/nawasi/pota/poti
walid/walda
behen/bhai
bahu/damad
saas/ susar
deegar rishtedar
mehmaan
deegar
2.6 azdawagi haisiyat
shadi shuda
ghair shadi shuda
3.bewa/randwa
talaaq yaftaa
deegar
2.7 taleemi qabliyat
kachi
inter
masters
4.nakhwanda
class (1-10)
graduation
madarsay ki taleem
deegar
3 Afraad Kay Rozgaar Kay Bunyadi Kawaif
3.1 Fard ka nam
3.2 Rozgaar (pichlay 15 din)
Han
Nahi
3.3 Rozgaar ki noiyyat
Kasht kari
2.Tankhuwa dar mulazim
Dihaari par kam karna
Zaati karobar
Thekay par kam lena
6.Deegar
3.4 Rozgaar ka auhda
Malik/ director
2.Hunar mand mazdoor
3.Ghair hunar mand mazdoor
Zaraeti mazdoor kisaan
Clerk/supervisor/ salesman/ operator
6.Chokidaar/ chaprasi/ peon/ driver
7.ustaad
manager
Deegar
3.5 Aamdani/ tankhuwa
3.6 Berozgaar rehna ki waja
Kam umer/ boorha/ retire
Talb e ilm
Talaash maash jari
Kaam karna nahi chahta
Khatoon khana wamor ghar gharhasti
Mazoor
deegar
Gharanay kay majmooyi aamdni o akhrajat
4.1 Amdan mahana rupon mein
4.1.1 zaraat
4.1.2Mulazmat
4.1.3 Karobaar
4.1.4 pension
4.1.5 sarkari ya ghair sarkari wazeefa
4.1.6 mulki ya ghair mulki zar tarseel
4.1.7 bradari se ya azeez o aqarib se imdad
4.1.8 sarkari zakaat
4.1.9 pakistan baitul mal
4.1.10 benazir income support program
4.1.11 kiraya jat makaan ya jaidaad
4.1.12 kiraya jat maal maweshi ka
4.1.13 gayen/ bhenso/ bakri ka doodh
4.1.14 deegar aamdan
4.2 Akhrajat mahana rupon mein
khorak
libaas
taleem
sehat
rehaaiysh
bijli ya roshni hasil krne ke akhrajat
7.gas ya khan pakane ke aindhan ke akhrajat
telephone o mobile
nakal o hamal
pan/cigarette/ nuswaar waghera
deegar khareedari
Social security ki Tafseelat Kay Kawaif.
15.1 Kya ap ya ap k ehle khana me see kisi ko darjzail sahuliyat mosul hoti Hain?
15.1 .1 Naqdi Tarseel
1 Zakaat
2 Pakistan Betul Maal
3 Benazir Income Support Program
4 Deegar
15.1.2 Kaam se mutalliq fawaid
1 Burhapay ki maraat
2 Workers welfare fund
3 Samaji tahaffuz ka samaji idarah (Sasi)
4 Worker's children education scheme
5 Pension (Niji/Sarkari)
6 Deegar
15.1.3 Deegar Program
1 Pakistan poverty alleviation fund
2 People's rozgar program
3 Micro Finance
4 Subsidies
5 Benazir green tractors scheme
6 Public works program
7 Benazir zarrai card scheme
8 Benazir employee stock option scheme
9 National Internship program
10 Deegar
15.2 Kya apko Niji zaraae se bawaqt zaroorat and darjzail sahuliyat mil jati Hain? (Naqable Wapsi)
1 Sahulat
2 Zakaat/Kheraat/Fitrah
3 Maali Madad (Shadi ya bimari k liye)
4 Nagahani aafat par
5 Deegar
15.3 Agar apki mojuda amdani me izafa ho jae tu aap use Kahan kharch karenge
15.4 Agar apki mojuda amdani me se attribute ho jae tu aap kis cheese ka istemal rok ya kum Kar denge
15.5 Kya aap ne zati Tor par kisi ki Maali Madad ki?
1 Haan (ki soorat me sawal no.15.6 poochiye
2 Nhi
3 Deegar
15.6 Agar han, kis mad me?
15.7 Apko ye raqam kiss tarha mili?
1 Baqaida qiston me
2 Kabhi kabhar
3 Ek dafa
3 Deegar
15.8 Kya ehle khana me see koi maazur,taweel arse se bimaar ya zaeef hai?Barae mehrbani maazuri ya bimari aur us k doraniye ki wazahat Karen.
Bimari
Doraniya
15.9 Maazur ya bimari fard ki dekh bhaal/ timardari kon karta hai?
15.10 Kya Maazur,bimaar ya zaeef fard kisi bhi tareeqe see khandan ki amdani k liye koi kirdar ada karta hai?
15.11 Kya ap Maazur ya taweel arse se bimaar fard k liye koi Sarkari ya Niji zaraae se koi Madad lete hain?
15.12 Maazur ya zaeef ya taweel arse se bimaar fard k ilaj k liye khandani amdani ka kitna hissa (rupon ki Surat me) kharch kia jata hai?
(rupon me)
15.13 Kya Ghar me koi berozgar fard hai?
1 Ji han
2 Ji nhi
3 Deegar
15.14(a) Berozgar afrad ki tafseelat:
1 Berozgar afrad ki tadad,
2 Qabliyat ( taleem,hunar,kaam ka tajurba)
3 Berozgar ka doraniya
15.14(b) Berozgar afrad ki khurak,libas aur mahana kharche k lag bhag ikhrajat
(rupon me)
15.15 Kya Berozgar fard pehle rozgar Tha? Agar Haan to khandan me uski ujrat ka kitna hissa Tha?
(rupon me)
15.16 Khandan me is berozgari k sabab ikhrajat kiss tarha chalae jate Hain? Berozgari k basis khandan k budget me se in cheezon ki katoti karni pari?
Ghar ki amarat ke kawaif.
6.1 Apna ghar
6.1.1. Apka apna ghar kabse hai?
Pedaishi wirasat me mila
3 saal ke andar khareed ya selaab se mutasir hone par imdaad ki surat me mila?
3 saal ya usse zyada arse pehle khareeda
Deegar
6.1.2. Yeh ghar apne kis tarhan khareeda/ mila?
Zaati paison se
2.selaab ki tabahi ke baad community ya rishtaron ki madad se mila
seelab ki tabahi ke baad sarkari imdad se mila?
seelab ki tabahi ke baad ghair sarkari ya imdaad ya N.G.O se mila
deegar
6.1.3 Agar han to kya ap makaan ki banawat se mutmayin hain?
han
nahi
6.1.4 Mutmayin na hone ki bunyadi wajuhaat?
makaan chota hai
nakaz material ka bana hua hai
hawa ka munasib rukh nahi
nakaski aab ke masail
deegar
6.1.5 Halia barishon se makkan par kya asraat ronuma huye?
koi khaas nahi
jizwi tor par nuksan hua
bhari nuksaan hua
ghar ka kuch hissa gir gaya
mukammal tor par gir gaya
deegar
6.1.6 kya is ghar ke sarkari kaghzaat ap hi ke paas hain?
han
nahi
mere nam par hain lekin buzargon ke paas hain
kabzay ki zameen ya kaghzaat hai hi nahi
pura gaon sarkari eez par hai
deegar
6.1.7 kya apke is makaan ko ksi se khatra lahaq hai?
han
nahi
6.1.8 agar han to wo kon hain?
zameendar/ seth
karz lene wala seth
3.siyasi anasir
deegar
6.1.9 apka ghar zarayi zameen/ mulazmat/ karobaar se kitna door hai?
.............
6.2 kiraye ka ghar
6.2.1 apke ghar ka mahana kiraya kitna hai?
..........
6.2.2 kiraya kis surat me adaa kiya jata hai?
mahana paise ki surat me
paidawaar ki surat me
mehnat mazdoori krne ki surat me
sharakti muhaide ki shart ki surat me
sharakti muhaide me zameendar ne muft diya hua hai
azeez o aqarib ne ya dost ne riyaeti kiraya ya muft me dia hua hai
deegar
6.2.3 is ghar ka malik kon hai?
rishtedaar/ dost/ azeezo aqarba ya aehl e mohalla
zameendar
seth
deegar
6.2.4 kya apka aur kiraye dar ka koi tehriri muhaida tay hua hai?
han
nahi
6.2.5 agar nahi to iske kya bunyadi asbaab hain?
tehriri kiraye name ka riwaaj nahi
2.aetamad ki iza qaim hai
malik makaan ka dabao tha
deegar
6.2.6 kiraye ke makaan me ap kabse reh rahe hain?
...........
6.2.7 kya pa zaati makaan k bhi malik rahe hain?
han
nahi
deegar
6.2.8 agar han to kitne arse pehly?
.................
6.2.9 apke zaati ghar se dastbardari ke konse bunyadi wajoohat banen?
1.elaaj mualja
bachon ki shadi
qarz chukayi
selaab ke nuqsanat
court kucheri o police case ki zamanat me
qaabza hojana
zarayi asasa jat ya zameen khareedne ke liye
sona chandi ya praiz bond khareedne k liye
makhsoos sarmaya kari ke liye
deegar
6.3 ghar ki halat
6.3.1 apke ghar ki amaarat konse juzwiyat se tameer ki gayi hai?
cement ya pakka bana hua hai
kacha ya mitti ka bana hua hai
ghaas phoos ya lakri ka bana hua hai
6.3.2 rozmarra estimaal me ane wale pani k husool ka tareeqa kar kya hai?
ghar k e ander mojood dasti nalke se
ghar ke ander mojood kunwen se
ghar me mojood nahi ya daryandi ya ksi talaab se late hain
deegar
6.3.3 rozmarra estemal ka pani kon bhar kar lata hai?
ghar ki khawateen
. ghar ke bache
mazdoor ya noka
ghar ke mard
deegar
6.3.4 rozmarra khane pakane ke endhan ko kis tareeqe kar se hasil kiya jata hai?
qudrati gas
bijli
lakri,koyla. ople, ya charyon ki madad se
mitti ka tail ya perron ki madad se
deegar
6.3.5 roshni ke husool k liye bunyadi tareeq kar kya hai?
bijli
gas lamp
mombatti, lakri jala kar, ksi bhi kisam ke tail se , chiragh ya laltain jala kar
deegar
6.3.6 bait ul khala ka nizaam kya hai?
flush system
baghair flush system ya garha
ghar me sahuliyat mojood nahi
deegar
6.3.7 kya ghusal/ nahane dhone ke liye alag intezaam hai?
han
nahi , bait ul khala ke sath hai
ghar me mojood nahi
deegar
14 Gharane k muashi o Samaji tafseelat k kawaif
14.1 Panch sal se pehle
14.1.1 Aj se pench sal pehle ap k muashi o Samaji halat kese the?
1 Ache
2 Darmiane
3 Bure
4 Deegar
14.1.2 Halat ache hone ki Kya wujuhat thin?
1 Achi nokri thi / amdani ziada thi
2 Beta/Beti kamate the
3 Mehngai kum thi
4Munasib maal mawrshion ki tadad thi
5 Sehat o tandrusti thi
6 Munasib taleem o tarbiyat ka hona
7 Deegar
14.1.3 Halat sure hone ki wajuhat Kya thin?
1 Nokri nhi hai
2 Kamane Wala ek hai khane wale beshumar
3 Mehngai o berozgari
4 Mulki halat ka kharab hona
5 Zameendar k najaiz mutalbat ki waja se
6 Bimari ya maazuri ki waja se
7 Munasib taleemo tarbiyat ka na hona
8 Selab aur qudrati afat itne tasalsul se nhi ate the
9 Deegar
14.2 Haliya surate hal
14.2.1 Haaliya ya mojuda dor me ap k muashi o Samaji halat kiss noiyat k Hain?
1 Ache
2 Darmiane
3 Bure
4 Deegar
14.2.2 Halat ache hone ki Kya bunyadi wajuhat Hain?
1 Achi nokri hai/ amdani ziyada hai
2 Jaedad me izafa hua
3 Beta/ beti kamate hain
4 Munasib maal mawrshion ki tadad hai
5 Sehato tandrusti hone ki waja se
6 Bimari ya maazuri ki waja se
7 Munasib taleemo tarbiyat ka na hona
8 Deegar
14.3 Paanch sal bad
14.3.1 Aap Kya dekhte Hain Aj se Paanch sal bad ap k muashi o Samaji halat Kya honge?
1 Ache honge
2 Darmiyane honge
3 Bure honge
4 Malum nhi
5 Deegar
14.3.2 halat ache hone ki Kya wajuhat hongi?
1 Achi nokri/ amdani me izafa ho jaega
2 Jaedad me izafa hone k imkanat
3 Beta/ beti kamaenge
4 Sehato tandrusti mil Jane k imkanat
5 Munasib maal maweshion ki tadad hone k imkanat
6 Munasib taleem o tarbiyat haasil hojane k imkanat
7 Deegar
14.3.3 Halat Bure hone ki Kya wajuhat ho sakti Hain?
1 Mehngai o berozgari k khadshat
2 Kamane Wala beta/ Beti se alehda hone k khadshat
3 Mulki halat ka kharab hona
4 Zameendar k najaiz mutalbat hone k khadshat
5 Bimari,maazuri ya burhape me izafe ki waja
6 Namunasib taleemo tarbiyat ki waja se
7 Deegar
14.4 Ap k khayal me zarai Zameendar nizam me konsi tabdeeli ya islahat ki jae jis se majmui Tor pe Sab ko faeda haasil hoga?
13 Khawateen ki fesla sazi o ikhtiarat:
13.1 Shadi biyah ki taqreebat me shamuliyat ka fesla kon karta hai?
1 Ghar ka mard sarbarah ya mard buzurg
2 Khawateen k mashwaron se mashroot
3 Biradri ya community k mardon k fesle
4 Khawateen karti hain
6 Kamane Wala mard
7 Kamane wali aurat
8 Deegar
13.2 Bachon ki nisbato shadi ka fesla kon karta hai?
1 Ghar ka mard sarbarah ya mard buzurg
2 Khawateen k mashwaron se mashroot
3 Biradri ya community k mardon k fesle
4 Khawateen karti hain
5 Kamane Wala mard
6 Kamane wali aurat
7 Deegar
13.3 Ghar ki Khawateen me mobile fone istemal Karne ki ijazat hai?
1 Haan mukammal Tor par
2 Jazori Tor par ya mardo k zer sarparasti
3 Mukammal Tor par nhi
4 Deegar
13.4 Family planning ikhtiyar Karne ka hatmi fesla kon karta hai?
1 Mard ko
2 Aurat ko
13.5 Bachon ki taleemi fesle kon karta hai?
1 Ghar ka mard sarbarah ya mard buzurg
2 Khawateen k mashwaron se mashroot
3 Biradri ya community k mardon k fesle
4 Khawateen karti hain
5 Kamane Wala mard
6 Kamane wali aurat
7 Deegar
13.6 Doctori ya Sehat k mamlat kon karta hai
1 Ghar ka mard sarbarah ya mard buzurg
2 Khawateen k mashwaron se mashroot
3 Biradri ya community k mardon k fesle
4 Khawateen karti hain
5 Kamane Wala mard
6 Kamane wali aurat
7 Deegar
13.7 Kya Khawateen ko knaridari ya Deegar maamlat k liye berune mohalla ya berune gaaun Jane ki ijazat hai?
1 Haan mukammal Tor par
2 Jazori Tor par ya ijazat mardon see mashroot hai
3 Mukammal Tor par nhi
4 Deegar
13.8 Jaedad o zameen khareedne ka hatmi fesla kis tarah kia jata hai?
1 Sarbarah
2 Kamane Wala mard
3 Kamane wali aurat
4 Bahmi mardon aur aurton k mashware se
5 Deegar
13.9 Kya Khawateen ko vote dalne ki ijazat hai?
1 Haan ( ki Surat me sawal number 13.10 par jaen)
2 Nhi
3 Deegar
13.10(a) Kya Khawateen apne Marzi se vote de sakti Hain?
1 Haan
2 Nhi (Ki Surat me sawal number 13.10(b) par jaen)
13.10 (b) Ap k is vote dalne k fesle pe kon asar andaz hota hai?
1 Ghar k mard
2 Biradri ya community
3 Zameendar
4 Siyasi o Samaji shakhsiyat
5 Deegar
11 Zarrai pedawar ka market Tak rasai k kawaif
11.1 Kya matlooba pedawar ko ap khud market me farokht karte Hain
1 Haan (ki Surat me sawal number 11.3 par jaen)
2 Nhi (ki Surat me 11.3 par jaen)
11.2 Agar nhi tu uski bunyadi wajuhat Kya Hain?
1 Shirakti muahide ki shart ki Bina par
2 Naqlo haml transportation k masail
3 Karobari shakhsiyat k dabao
4 Market k bare sethon/commission agento ki dabao ki Bina par
5 Siyasi dabao ki wajuhat
6 Deegar
11.3 Kya amoomi halat me pedawar ko market me Munasib aur matlooba rate muyasar a jata hai?
1 Han (ki Surat me sawal no.11.4 par jaen
2 Nhi(ki Surat me sawal no 11.5 par jaen
11.4 Pedawar ko matlooba rate muyasar a Jane k bunyadi asbab Kya Hain?
1 Jan pehchan ki waja se
2 Govt. Ki mudakhilat ki waja se
3 Zameendar onsiyasi o civil society ki mudakhilat ki waja se
4 Agento ka Karobari hazrat ki waja se
5 Malum nhi
6 Deegar
11.5 Agar nhi tu Munasib rate muyasar na anek bunyadi asbab Kya Hain?
1 Market k Agento ya dealeron ki waja se
2 Govt. Ki Adam mudakhilat ki waja se
3 Siyasi dabao ki waja se
4 Deegar
Gharane ke karza jaat ke kawaif
7.1 kya apke zimme koi karza hai?
han
nahi
7.2 agar han to kisse hasil kiya?
bank ya ksi malyadari idaare se
N.G.O ya ksi ghair malyati idaare se
dukaandar se
dost ya ksi parosi se
risthedaar ya kunmbe ke ksi fard se ya azeez o aqarib se
zameendar se
peshawar qarz dene wale, banye shahokar ya namberdar se
deegar
7.3 kya karze ka husool rehn ki surat me lia gya hai?
han
nahi
deegar
7.4 rehen ki tafseelat kya hain?
rehayishi makaan ke kaghzat par
zarayi zameen ke kaghzaat per
khali pilaat ya raqba
zameen ki fasl par
sona chandi talayi zewraat par
maal mawesi ya tractor waghera ke uper
kamane wala beta/beti ke ke mazdoori ke uper
deegar
7.6 karze ki raqam kitni hai?
................
7.5 karz ki raqam ko kis kaam me sarf kya?
shadi biyaah me
elaaj mualja ya bemaari me
ghar ki marammat ya tazaen o araish me
zameen jaidad ya plot ki khareedari me
sona chandi o talayi zewraat
safri maamlat ya naql o hamal k liye
court kuchehri ya deegar dafatri maamlat ko imtane ke liye
bachon ki parhayi ke liye
selaab ke nuqsanat ko pura krne k liye
maweshiyon ki khareedari ke liye
11.ksi karze ko ada krne ke liye
zarayi pedawari lgat ke liye
deegar
7.7 karz kab hasil kia?
....................
7.8 karz ki adaegi kis tarhan mumkin horhi hai?
mahana ya salana qist ki surat me
zarayi pedawar ki adaegi ki suat me
karz dene wale ke paas mehnat mazdoori ki surat me
maal maweshi ki surat me
deegar
7.9 kya karza sood ki shart se mashroot hai?
han
nahi
7.10 agar han to kis sharah se sood ada kia jata hai?
..............
7.11 karze ki adam adaegi ya mohlat guzar jane ki surat me apko konse awamil ka samna hosakta hai?
police case
. 2. panchaeti faisla
ksi makhsoos zarayi o jaedadi ya gharelo asase ki zabtagi
izafi adaegi ka bojh dala ja sakta hai
jismani nuqsaan ya najji jailon me band kya jaskta hai
biradari o samaji dabao me izafa
beta ya beti ko mazdoori ke tor par dia jaskta hai
kuch nahi hoga
deegar
10 Teen Sala pedawari ajnas me tabdeeli k kawaif
10.1 Teen saal pehle
Rabi ki fasal
(Garmiyon me)
Gandum
Sarson
Jaw
Tambaku
Sooraj mukhi
Deegar
10.1Hareef ki fasal (sardiyon me)
Ganna
Chawal
Kapas
Bajra
Makkai
Soya bean
Daalen
Laal mirch
Deegar
10.2 Rawa sal Haliya surate haal
Rabi ki fasal
(Garmiyon me)
Gandum
Sarson
Tambaku
Sooraj mukhi
Jaw
Deegar
10.2 Hareef ki fasal (sardiyon me)
Ganna
Chawal
Kapas
Bajra
Makkai
Soya bean
Daalen
Laal mirch
Deegar
10.3 Tabdeeli na hone k asbab
1 Munasib munafa mil rha hai
2 Tabdeeli ki istedad nhi
3 Zameendar se tabdeeli na Karne ka muahida hai
4 Riwayat chali a rhi hai
5 Sarkari I'm dad mili hui hai
6 Ghair Sarkari (NGO) I'm dad mili hui hai
7 Pedawari lagat kum hone ki waja se
8 Market me rate mil Jane ki waja se
9 Selab ki waja se
10 Deegar
10.4 Tabdeeli k asbab
(Ki Surat me sawal nnumber 1 par jaen)
1 Pedawari lagat ka bojh
2 Selab ki waja se
3 Mosam me tabdeeli ki waja se
4 Mehsulat ya dhal me izafe ki waja se
5 Sarkari I'm dad k nateeje me
6 Ghair Sarkari Imdad k nateeje me
7 Pani ki qillat ki waja se
8 saim o Thor anay ki waja se
9 Fasal ka rate kum ya ziyada hone ki waja se
10 Riwaj me tabdeeli waqai hoi hai
11 Dil nhi karta ya mizaj nhi manta
12 Biradri ya Zameendar k dabao ki waja se
13 Fasal peda hone se pehle hi farokht Kar di hai lehaza kharidar ki waja se
14 Deegar
10.5 .1 Pedawar me tabdeeli k basis Kya ap zati istemal k ajnas o ghizai pedawar Jess gandum,chawal,bajra waghera market see khareed Kar istemal karte Hain?
1 Han (ki Surat me sawal number 10.5.2 par jaen)
2 Nhi
3 Mamuli say khareedna parta hai lakin guzara ho jata hai
4 Deegar
10.5.2 Tu andazan salana ya mahana kitne rupe ghizai ajnas ki zaroorat par sarf ho jate Hain?
Mahana (rupon me)
Salana (rupon me)
Zarayi zameen ki pedawar aur paidawai lagat ka salana kawaif
9.1 austan paidawar ki aamdani
9.1.1 Aamdani ke mundarjat
gadum
chawal
kapas
ganna
sooraj makhi/ sarson
baajra
sabzi
phal
daalen
khushk mewa jaat
11 deegar
9.2 austan akhrajat/ laagat
9.2.1 akhrajat ke mudarjat
beej ki kharidari
spray
khaad
paani ki khareedari ya dhal
zameeni mehsoolat
deegar sarkari akhrajat
masheeni kiraya jaat
naql o hamal ke akhrajat
deegar akhrajat
deegar
9.3 austan paidawar ka zaati estemaal
9.3.1 zaati sarf ki paidawaar
gandum
chawal
kapaas
ganna
sooraj makhi/sarson
6,. baajra
sabzi
phal
daalen
khushk mewajaat
deegar
Tafseelat baraye selaabi nuqsanat
12.1 kya guzishta selaab se apko koi nuqsaan hua?
han (agar han to kya hua?)
1.zarayi nuqsanat austan qeemat( rupon me)
jaidadi austan qeemat
gharelo asase austan qeemat
naql o jhamal ke akhrajat austa qeemat
bemaari austan qeemat
maazoori austan qeemat
jaani nuqsanat austan qeemat
deegar austan qeemat
nahi
12.2 selaab se mutasir hone par ksi kisim ki imdaad mosul hui?
han
sarkari imdad austan qeemat ( rupon me)
ghair sarkari imdad bashmol N.G.O austan qeemat
azeez o aqarib austan qeemat
community ya deegar gaon walon ne austan qeemat
gaon ke zameendar ki imdaad austan qeemat
hukoomat e pakistan ki taraf se watan card austan qeemat
deegar austan qeemat
nahi
5 Gharane k asasajat k kawaif
5.1 Zarrai asasajat
5.1.1 Zarrai zameen (acre me)
5.1.2 Zakheera Karne Wala makan ya raqba (acre me)
5.1.3 Maweshion ko palne Wala makan ya raqba (acre me)
5.1.4 Tractor (tadad me)
5.1.5 Threshor (tadad me)
5.1.6 Hill (tadad me)
5.1.7 Spray ki machine (tadad me)
5.1.8 Tube well (tadad me)
5.1.9 Deegar Zarrai asasay
5.1.10 Deegar
5.2 Jaedadi asasajat
5.2.1 Plot (square fit me)
5.2.2 Makan (square fit me)
5.2.3 Dukan (square fit me)
5.2.4 Sona,chandi zewrat(rupon me)
5.2.5 Bank deposit ya bachat (rupon me)
5.2.6 Makhsoos sarmayakari (rupon me)
5.2.7 Deegar
5.3 Gharelu asasajat tadad me
5.3.1 Chaar paiyan
5.3.2 Hand pump
5.3.3 Cycle
5.3.4 Motor cycle
5.3.5 Silai machine
5.3.6 Istiri
5.3.7 Wall clock
5.3.8 Pankhe
5.3.9 Gas ka chulha
5.3.10 Air cooler
5.3.11 Washing machine
5.3.12 Pedawar ki Zakheera andozi ki tanki
5.3.13 Aata ya daalen peesne ki Gharelu chakki
5.3.14 Tv
5.3.15 VCD ya VCR
5.3.16 Mobile
5.3.17 Pani ki barqi motor
5.3.18 Buniyadi furniture (kursi/table/almari/bed)
5.3.19 banduq ya aslaha
5.3.20 Ac
5.3.21 Computer/ Laptop/ I pad
5.3.22 Car
5.3.23 Geaser
5.4 Live sock (tadad me)
5.4.1 Gaae
5.4.2 Bhens
5.4.3 oont
5.4.4 Bakra/bakri
5.4.5 Murghiyan
5.4.6 Battakh
5.4.7 Ghora
5.4.8 Khachar
5.4.9 Deegar
8 Gharane k Zarrai zameen k kawaif
8.1 Kya ap k pas Zarrai pedawar k liye kisi bhi qism ki Zameen hai?
1 Han ki Surat me pura kawaif Pur kijiye
2 Nhi ki Surat me sawal nama band Kar dijiye
8.1 zati zameen
8.1.1 Ap kab se is Zarrai zameen k Malik bane?
8.1.2 Kya is zameen k Sarkari kaghzat ap k pas Hain?
1 Han ki Surat me sawal number 4 pe jaen
2 Nhi ki Surat me 8.1.3pe jaen
3 Deegar
8.1.3 agar nhi tu is k Kya asbab Hain?
1 kaghzat Zameendar k pas hain
2 Kaghzar zamant k Tor pe rakhe hain
3khandani tanazuat ki Bina pe kaghzat mojud nhi
4 Deegar
8.1.4 Kya is zameen ka Mukammal qabza aur pedawar Karne ka ikhtiar bhi ap k pas hai?
1 Han
2 Nhi ki Surat me sawal number 8.1.5 pe jaen
3 Deegar
8.1.5 agar nhi tu is k bunyadi asbab Kya Hain?
1 zameen par qabza ho Chuka hai
2 khandani dushmani ki zad me zameen achuki hai
3 Siyasi o ba asar logon ka dabao
4 Zameendar ya Seth ka qabza hai
5 Deegar
8.2(a) Apki zati Zarrai zameen kitni hai?
8.2(b) zati Zarrai zameen ki tafseelat
Zameen ki qanuni hesiyat
Zati zameen
Shirakti muhaide ki zameen
Kirae ki ya mukate ki zameen
Abad zameen ka hissa
Kiraye ki ya mukate ki zameen
Zati zameen
Shirakti muhaide ki zameen
Ghair Abad zameen ka hissa
Sawal number 3 bhi puchiye
Kirae ki zameen
Zati zameen
Shirakti muhaide ki zameen
Total zameen (acre me)
Shirakti zameen
Kirae ki zameen
Zati zameen
8.3 zameen ka ye hissa Ghair Abad hone ki kon SI bunyadi wajuhat Hain?
1 saim o Thor ki waja se
2 Pani mojud nhi
3 Zameen qable kasht nhi ya kharab hai
4 Wasail ki kami
5 zameen qabze me hai
6 ba asar ya Siyasi logon ka dabao
7 Dushman k elaqay me zameen
8 Selab ya Mon ki barishon ki waja se zere ab hai
9 bimari ya maazuri ki waja se
10 susti ya kahili ki waja se
11 Deegar
Kiraye ya maqate ki zameen
8.3.1 Kya ap ne maqate par zameen like hai?
1han ki Surat me sawal number 8.3.2 par jaen
2 Nhi ki Surat me aglay safhay pe jaen
8.3.2 agar Han tu uski bunyadi kirae ki sharaiq Kya Hain?
8.3.3 Kya maqate k tahreeri muhaida Sarkari andraj k bad dono fareeqin k pas mojud Hain?
1Han
2 Nhi
3 Etemad par chal RHA hai
4 likhat parhat ka Riwaj nhi
Zati zameen hone ki Surat me
8.4 ap apni zati Zarrai zameen k Malik jab see Hain?
8.5 P ne ye zati Zarrai zameen kis tarah haasil ki
8.6 Zarrai zameen ka ye hissa his rishtay see ap Tak pohncha
Rishta
Zameen ka kul majmui hajam acre me
Ap k hisse me kul anay Wala raqba acre me
Zati zameen na hone ki Surat me
8.7 Kya ap pehle kabhi Zarrai zameen k Malik rahe Hain?
1 Han ki Surat me 8.8 pe jaen
2 Nhi ki Surat me aglay safhay pe jaen
8.8 Is Zarrai zameen see dastbardari ki kon SI bunyadi wajuhat Hain?
1 elaj mualja
2 Bachon ki shadi
3 qarz chukai
4 Selab k nuqsanat
5 court kachehri police case ki zamanat me
6 qabza ho jana
7 Jaedadi asasajat kharedne k liye
8 Sona chandi ya prize bond khareedne k liye
9 makhsus sarmayakari k liye
10 Deegar